top of page
Search
connellshowe358s5t

Nohay Mujhe Pa Kyon Band Karte Ho Pani Kya Muhammad Ka Pyara Nahi: The Beauty and Elegance of this N



Mere nana ne kalma sikhayaAur quran tumko sunaya x2Kya ma nana ka saaya nahin hun x3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun




Nohay Mujhe Pa Kyon Band Karte Ho Pani Kya Muhammad Ka Pyara Nahi




Who madina jahaan mera ghar heAur masjid mein us ghar ka dar he x2Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun x2


Chakkiya pees kar maan ne paalaMujhko nana ne jhula jhulaya x2Apna bachpan mein bhula nahin hun x3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun x2


Kamli wale ke lab chumta thaKitna pyara mera bachpana tha x2Kya mein unka dulhara nahin hun x3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun x2


Mein jo paani kabhi maangta thaKyun tarapti thi maa ab mein samjha x2Paas asghar ke jaata nahin hun x3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun x2


Mein jo chahun baras jaaein badalKhun mein duba nazar aaye maqtal x2Jang karne mein aya nahin hun x3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun x2


Ik sada thi ye Rehaan-o-SarwarKehrahe the Hussain ibne haider x2Kya mein mehman aaya nahin hun x3Kya nabi ka nawasa nahin hunMujhpe kyun band karte ho paniKya Muhammad ka pyara nahin hun x2


are mere nafees bhai jaan . galat hadees ham nahi dete hain. jise pura momin bandhu swikaar karte hain use aap aswikaar karte ho. yaha tak aapne naam yaha nahees nahi rahul likhaa hai. yahi to jhuth bolne ki shiksha islaam deta hai. al takaiya


NAWHA SAFAR-E-IMAM-HUSSAIN (AS) CHALAA ME WADA NIBHAANE SALAAMMAA KE MAZAAR Salaam nana ke roze, Salaam ma ke mazaar (2) Mai teradin bachaunga, Ay mere nana, Mai apna khoon bahawunga, Ay merenana, Husain jaata hai marne, Salaam ma ke mazaar Meri sharikesafar ban-ke, Saath chal amaa, Safar pe jaata hu kapde, Mere badalamaa Libaaz-e-khuld sajaa de, Badan pe phir ek baar Dua karoo koyisar be-rida na ho amaa, Namaze zoh-ke shahadat, Kazaa na ho amaa,Na aye mere chaman pe, Sitam ki gardo gubar Diye jalane ko nana,Tumhare roze par, Zuroor ayegi Sugra, Har ek sham-o-sahar, Khudakare rahe roshan, Sada tumhara mazaar Tumhare jaisa hai nana, yemera laal Akber, Dua karoo na lage isko, Asmaan ki nazar, Lute nadoor watan se, Hamare dil ka karar Tamaam phool se bache hai, Aurgarm hawaa, Hamare khoon ki pyaasi hai, Foje Zulmo jafaa Safar mekoi shajar bhi, Nahi hai saaya adaa Hai ek phool to esa hai, Jokhila bi nahi, Na paye pani tho kar sakta, Wo gila bhi nahi, Wojisko dek-ke aati, Hai dood ki mehkar Meri sakina kaha aur, Rasanke bandh kaha, Zamin garm pe chalna, Use pasand kaha, Kadam wophool se nazook, Wo raste purkhar Challa me waada nibhaane Sallamma ke mazaa Salaam nana ke roze, Salaam ma ke mazaar (2)


NAWHA SHEHZADA-E-ALI ASHGAR (A.S) NAIZAY SE ASGAR KO NAZAR AAYIJO MADAR Dekha khula sar hai pariyshaan hai muztar Rone lage kehnelage tab ali asgar Maa mujhe apnay seenay se lagaalay Maa muje apnigodi me chupalay, Maa me naizay pe hu (2) Maa muje apnay sine selagaale. Maa muje apni godi me chupale Amaa bohath din huwe jhuleme na soya Maa teri izath ki khasam phir bhi na roya Ab tuje dekhato mere lab huwa goyaa Aaj bandhe hathoon ko jhula sa bana-le,seenay say laga-le. Jism kahan sar hai kahan haaye mukaddar Amaabadan rehgaya karbal ki zamin par Amaa tere saath chalaa aya merasar Karta tuje kaise layeenoon ke hawaale, seenay say lagale. Garmhawaa garm zameen jalta huwa teer Amaa zara socho mairay khad sebada teer Kaise kahun halkk pe jis waqt lagaa teer Hogaye bayhoshmujhe dekhne wale, seenay say lagale. Kabse sakina ne nahi mujksekiya pyaar Karbobala kufa kahan shaam ka bazaar Darti hai kyakhoon-se bhare, dek-ke ruksaar Naizay ke nazdeek zara usko bulalay,seenay say lagale. Dhoop me tune na kabhi gar se nikaala Amaa badaypyaar se tune mujhe palaa Aaj nahi koi mujhe dekhane wala Tuhi mujedhoop se shiddat se bachaale, seenay say lagale. Dekh teraa lakhtayjigar yun to hai ASGAR Naiza sawaari mayhai Akbar ke baraa bar Nokesina par hai sitaara sa mera sar Meri shujaath pe gale mujkolagaale, seenay say lagale. Baba ka sar bhaayi ka sar noke sina parAap ke sarpe nahi ama koi chadar Kaise me bardash karu ama yemanzar Jalti huwi khak se moo apna chupale, seenay say lagale.


NAWHA SHEHZADA-E-ALI AKBAR (A.S) HAI AKBAR HAI AKBAR (4)AKBAR.... TERI LAASH UTAYE KAISE HUSSAIN (2) DIL THAME HUWE AURQHAM HAI KAMAR BINAAYI NAHIN AUR ZAKMI JIGAR AKBAR Ay beta zaeefihai aisi, raasha hai badan pe baba ke Abbas nahin Qasim bhi nahin,imdaad ki qatir kaun aaye Liye mouj-isii gham-ka dilpar... AkbarSadmoon ki thakan ne maar diya, din bhar tho utaaye hai laashe Sabsabt ke bandhan toot-gaye, binaayi gayi tere gham se Thanha haisare maqtal ye padar. Akbar Ay laal teri surath ki qasam, ab taabnahin hai is dil-ko Mai bhuda padar aur tum-ho jawan, kya waqt padaitna souchoo Mai bekas-o-tanha aur muztaar Akbar Khaimay mai tujherooti hai puphi, aur zebay musala hai madar 18 baras pala hai tujhetu khud hi bata ay mere pisar Kya beet rahi hogi dilpar........Akbar Pardes mai mere noor-e-nazar, jeete-ji mujhe tu maar gaya,Naize ki tarah ye gham Akbar, hum sab ke diloon se paar gaya, Rootihai teri maa ye kehkar. Akbar Karta hun duwa-ein khaaliq se,qismath na kisko de-ye gham Ho samne beta ka laasha, aur baap kareuska matam, Sunle ye duwa rab-e-Akbar......... Akbar Taqdeer kisimadar ko-bhi, ye gham na dubara dikhlaye Beta ho shabiyepaighambar, maa jeeti rahe O marjaaye Mar jayegi roo roo kar madar.Akbar Jo tere kalaije mai thi sina, hai zakmi usi-se dil mera


Ali ka ehde jawaani Palat ke aaya hai Isi liye pare jibreelthar-tharaaya hai Alam ka noor zamin se falak pe chaaya hai (Zaminpe phir abu talib ka)x2 naksh-paa aayaa Jari ka sina hai ya-ilm kamadeena hai Ali ka taaj shuja-ath ka ye nagina hai Sakina pyaasihai dil misle aab sinaa hai (Ye mashk hai ya uthaye) x2 huwa duwaaaya Tarayi kabzeme ankho me pyaas bachoon ki Likhi huwi haipharere pe aas bachoon ki Hai fikr ghazi ko har dam udaas bachoonki (O khayma-gah ko mud-mud ke) x2 Dekhta ayaa Nazar jamayi Sakinaalam ko dekh-ti-thi Dilase bachoon ko de-ti-thi or ye keh-ti-thiMilenga pani sabhi-ko mitengi tashna labi (Ye khusk kuza bharege)x2 wo marhala aayaa Ye kya huwa ke Sakina ne aah bhar ke kaha Alamchacha ka phuphi kyu nazar nahi ataa Ye kehke phenk diya apne hathse kuza (Udhar se fazl bhi karta) x2 huwa bukaa ayaa Kazaa fizaa meuthi yaa Husaini adrikni Me ghirgaya mere bazu kate he mashk chhidiHussain bole kamar meri jhuk gayee ghazi (Mere nasib me ye gham) x2Bahoth badaa ayaa Kabhi rida kabhi bazu ko, dekhti thi bahanTasawaraath me zainab ke, tha Ali ka sukhan Ridaa chinengibandh-engi kalaaiyoon me rasan (Ye soche kar dil-e-Zainab me) x2khouf-sa ayaa


MAIDAAN MEIN HUSSAIN KA GHAMKHAAR GIR PADA Shaane kata ke ghodese jarraar gir padha (SELECTED) Maidaan mein Hussain ka ghamkhaargir pada..(2) Dikhlagaya bahare wafa jaane murtaza Dooba hua lahoomein hai armaane murtaza Hai paara paara nehr pe qurran-e-murtazaFauje khuda ka haaye alamdaar gir padha Maindaan mein. TanhaHussain hogaye yaawar nahi raha Tashnalaboon mein saakhiye kausarnahi raha Bibi sakeena amme ghazanfar nahi raha Fauje khuda kahaaye alamdaar gir padha Maidaan mein Tharra uthega gham sebayaabane karbala Royegi khoon shaame garibaane karbala Rassi meinbandhe jayenge mehmaane karbala Fauje khuda ka haaye alamdaar girpadha Maidaan mein Dariya-ye zindagi ka kinaara nahi raha Be-aasbibiyaan hai sahaara nahi raha Tha dil ko jis se chain wo pyaraanahi raha Fauje khuda ka haaye alamdaar gir padha Maidaan meinZarraate karbala-ba-alam bolne lage Abbaas ke firaag mein aansoonubhal padhe Shabbeer kis tarah ALI FITRAT ye gham sahe Fauje khudaka haaye alamdaar gir padha Maidaan mein Hussain ka ghamkhaar girpadha.


NAWHA- MAZLOOM-E-KARBALA - IMAM HUSSAIN (A.S)HUSSAIN ZINDABAAD(2) Khuda ye paak ka pyara hussain zindabad. Nabi ki ankhoon katara hussain zindabad. Dil-e-batool ka pyara hussain zindabad. Alika raaj dulara hussain zindabad Lagaye jao ye nara (hussainzindabad-2) Kaho ye milke hamara (hussain zindabad-2) AMIR-E-SHEHRSHAHADAT HAI TERA NAAM HUSSAIN. Tuji pe behja hai islam ne salaamhussain. Hai tere hato me kounain ka nizaam hussain. Suna jo nokesina par (tera kalaam hussain-2) Pukaar-uta ye nazaara (hussainzin.. 2) KIYA HAI PANI TERE GHAWSALO NE PATHAR KO ? Shikast di haiteri pyaas ne samandar ko. Fana ke kabr me dafna kiya sikandar ko.Ulat ke rakhdiya tune (har ek manzar ko-2) Hakikato ko ubharaa(hussain zin.. 2) KAYAAR SHAB PE UJALO NE HUKMARAANI KI. Jale diyeto hawo ne paas pani ki. Mili zaif ko ugrayi ya jawaani ki. Zabanhogayi majbur (be zabaani ki-2) Ye tera faiz he saraa (hussainzin.. 2) PAYAAME HAQ HAI KHUDA KI KASAM PAYAME HUSSAIN. Har ekcheez hai kuonain ki gulam hussain. O mohtaram hai jo karta haiehtaraam hussain Aghar yazid se lena hai (intikaam-e-hussain-2)Laghawo joom ke nara (hussain zin.. 2) JO GHAR LUTAATA HAI USKOHUSSAIN KEHTE HAI. Jo din bachaata hai usko hussain kehte hai. Johur banaata hai usko hussain kehte hai. Jo jeet jaata hai (uskohussain kehte hai-2) Shuja-atoonay tone pukaraa (hussain zin.. 2)BARAAYE JUNG YE LAYKAR JO ZULFIKAAR GAYA. Amir-e-shaam ko beta alika haar gaya. Kiya ye wakt ne aylaan ikhtidaar gaya. Hussain jitgaye or (yazid hargaya-2) Khuda ka din pukaraa (hussain zindabad-2)ALI KA LAAL SHAHE MASHRAKAYN ZINDAA HAY. Wo khalb-e-fatema zehra kacheyn zinda hai. Shabaab fata-e-kadro hunain zindaa hai. Yazidmargayaa mera (hussain zinda hai-2) Ye zindagi ka hai naraa(hussain zin.. 2) YE TERA DOST BHI TERA ADOO BHI KEHTA HAI. Chiraagandhiyo ke ru-baru bi kehta hai. Alam bi tegh bi chah dil gulu bikehta hai. Nazar bi fikr bi dil bhi (lahu bhi kehta hai-2) Jo katlhoke na haraa (hussain zin.. 2) WAFA KA SAMT-TERA GOHAR SADA PASANDRAHE. Nishan-e-matame shabbir al jo band rahe. Alam hussain kelashkar ka sar buland rahe. Yazid kabr ki gayrayiyo (me bandrahe-2) Dil-e-hussain hamara (hussain zin.. 2) 2ff7e9595c


3 views0 comments

Recent Posts

See All

Comments


bottom of page